Transcript · Hindi
Hindi transcript
Main samjha raha hoon na main?
Niklo tum dono fatafat yahan se.
Niklo jaldi. Dono niklo. Dono niklo jaldi.
Aap kya kar rahe ho?
Niklo jaldi.
Niklo jaldi fatafat.
Meri baat toh suno.
Main bol raha hoon niklo jaldi.
Niklo jaldi.
Meri baat sunoge?
Niklo pehle.
Kya... kya kar rahe ho?
Niklo pehle.
Kya kar rahe ho?
Kya kar rahe ho? Maine cake khilaya na... pehle shant ho jao.
Kya kar rahe ho?
Dekho mere dimaag ke ab upar ho rahi hai, niklo jaldi fatafat.
Ek minute.
Bhai meri... main... isse kuch bol nahi sakta main abhi.
Kya hai? Kya nahi bol sakte?
Kyun... kyun ladai kar rahe ho?
Birthday ka pura arrangement kara. Pura arrangement din bhar se, theek hai?
Maine only usko cake khilaya na.
Cake leke aaya sab kuch kara. Aur cake kaata pehli baar aur pehli baar isko khila rahi hai.
Ek minute.
Yeh kaun hai?
Dosti hoti hai apni jagah hoti hai.
Arey toh dost hai woh toh.
Khilao na isko.
Isko khilana hai?
End of transcript · 169 words