Transcript · Hindi

Hindi transcript

Tere ghar mein bhi hoga na koi meri umar ka? Nahin hai? Papa hain tere nahin hain?

Haan... aapke jaise nahin hain bas bhagwan ki... Hain? Unko bhi aise hi bolta hoga tu?

Unko bhi aise hi bolta hoga na?

Nahin seat ki baat nahin kar raha bhaoji.

Ye keh raha hai ghoor raha hoon main. Batao kyun ghoorunga isko?

Uncle tab se ghoore ja rahe hain. Pata hai aise kar rahe hain upar se neeche tak isko pata nahin... pata nahin kya...

Ye madam keh rahi... ye madam keh rahi hai main inko ghoor raha hoon. Main isko ghoorunga?

Agar ye kehti main inko ghoor raha hoon toh samajh mein bhi aata.

Sochne wali baat hai.

Wahi toh gadbad hai na uncle. Kyun ghoor rahe ho aap usko upar se neeche tak?

Matlab aap chah rahi ho aapko ghoorun?

Nahin mujhe mat ghooro, mere ko bhi mat ghooro. But usko bhi mat ghooro.

Arre toh main isko kyun ghoorunga ye Shahrukh Khan lag raha hai kya?

Haan... aap toh Tiger Shroff ho... ye ye kya hai ye?

Tiger Shroff ho kya main tere ko kyun ghoorunga mujhe bata na?

Hadd ho gayi yaar.

Isko ghoorunga? Isme laal latak raha hai.

Abbe mere ko ghoorna hota toh madam ko ghoor leta. Tere se achhi toh madam lag rahi hain.

Aa nahin toh baat kar raha hai.

Laal latak rahi hai toh chaat lo phir.

Aisa hai bahut der ho gayi tere ko bolte hue, theek hai? Ab chup chaap reh main kuch bol nahin raha na?

Uncle main toh aapse kuch bol hi nahin raha aap hi point maare ja rahe ho.

Bolega kya? Nahin bolega kya tu?

Arre bhai main toh tab se khada hoon...

Budhape mein pagal ho jate hain bhai log.

Bakwaas kar raha hai yaar.

Tere ghar mein bhi hoga na koi meri umar ka? Nahin hai?

Papa hain tere nahin hain?

Haan... aapke jaise nahin hain...

End of transcript · 321 words

iPhone app Translate videos on your iPhone Paste a TikTok, Instagram or X link, add subtitles in your language and save the video to Photos.

Read any video in your language

Paste a link from X, TikTok, YouTube or Instagram. You get a page like this one.