Discussion on NEET Paper Leak Controversy
Mudda tha NEET ka, paper leak ka
Mudda tha bachho ke bhavishya ke sath cheat ka
Mudda tha NEET ka, paper leak ka
Mudda tha nyay ka, andolan peace ka
Toh bolo Allah Ram ka kya kaam isme?
Jaativaad ka aaya kaha se naam isme?
Mila mauka toh inhone pakad kheench liya
Inka mudda NEET nahi tabhi yeh mudda bheencha diya
Anti-nationalist aa rahe yaha chhaati thok ke
Paper chhod baatein kari saari kaafi bhonk rahe
Jinhone desh ka diya na kabhi saath toh yeh socho
Kya woh sach mein tha mein baithe nyay ka haath?
Kya 370 Umar Khalid hai agenda nahi?
Yuva mein desh ki khilafat propaganda nahi?
Terrorist ke supporter de rahe speech kaafi
Yuva ki bhawnao se khelna bhi neech kaafi
Jo paper leak hua kya woh hua dharam dekh ke?
Ya jo bhi jaanein gayi kya woh bhi gayi dharam dekh ke?
And even, it's not all about religion
It's all about power and politics and not
End of transcript · 163 words