शादी से दो घंटे पहले अपने एक्स से आखिरी बार मिलने पहुंची श्रेया

Vaishnav... Vaishnav chemist ke paas. Vaishnavi chemist aur ek Krishna chemist hai iske paas hi.

Haan wahin bola tha. Woh saamne saamne saamne saamne saamne. Idhar hi.

Achha theek hai, theek hai, dikh gaya, aa gayi, aa gayi.

Do ghante bache hain is ladki ke phere hone mein... phere shuru hone mein.

Aur yeh aakhri baar apne ex se milne aayi hai.

Bhai is mohabbat dekho yaar aap.

Yeh meri dost hai iska naam Shreya hai.

Isne mujhse bahut request kari, Aarav please ek baar milna hai mujhe, ek baar milna hai bas.

Actually ladki family walon ke pressure se shaadi nahi kar paayi.

Guys yeh... yeh hai sacchi mohabbat jo kehte hain na, yeh jo... mukammal nahi ho paayi.

Iske do ghante baad phere hain, iski family ko nahi pata hai kisi ko.

Isne mujhse request kari, even chaar din se request kar rahi thi.

Aarav bas aakhri baar milna hai.

Bhai aa jao, aa jao yaar aa jao.

Madam ho gayi aapki aakhri mulaqat?

Abhi bhi mauka hai soch lo.

Sure? Chal yahan se.

Hai abhi bhi aapke paas... karni hai shaadi?

Aarav please mat kar.

Ek baar aur dekh le peeche khada hai. Dekh le palat ke usse.

Aarav mat kar yaar. Shaadi nahi kar paungi varna please. Mat kar.

End of transcript · 213 words

iPhone app Translate videos on your iPhone Paste a TikTok, Instagram or X link, add subtitles in your language and save the video to Photos.

Read any video in your language

Paste a link from X, TikTok, YouTube or Instagram. You get a page like this one.

© 2026 TranslateMom Transcripts Sources Pricing Legal